Panic_10-15

0:00
0:00
Panic_10-15

Ma ne khilaya ma ne pilaya apna beta maan kar. Tune na samjha h ma ko apna na maan kar Puja kar ma ki mattha tek le ghar par Bhole bhi kush honge tera kaam dekh kar Ab bhi samljha abbhi ruk ja ma ki bat maan le Bad me kya hoga tere sath ye bhi tu ab Jan le Tujhe palne ki chah me kaise dar dar bhatakti rahi Bda hokar tu ma ko aaise ignor karta jaise tu kuch janta nahi Badt bano ghar ko chalo ma k tu ab pass Ek bar tu sry bol time bhi h Abbi tere pass No mahine ma ne tujhko kok me apne pala h Tu to samjha hi nahi tujhe kis halat me pala h Aakho me aa gya tere pani ma ki halat jaan kar Ab ye galti fir na karna ma ki bat maan kar Ghar ki garibi aur pita ji ka na tere sar pr hath Ab tu samjh gya kaise pala mane kal aaj aur past tu bhi kush h ma bhi kush h pahle k kya wo din the Jitna tune rulaya ma ko usse jayda ma aaj kush hai Mane unko bhi pala jo peeth dika k jate h Apni sdi halat dekh kar wo ma k pass hi aate h

1 Comments

Leave a comment

Author
6 years ago

See track description

User avatar
9
Total plays
4
Followers
82
Following

You may also like