corona corona maaf karo na.

0:00
0:00
corona corona maaf karo na.

Aaj ke samchar iss prakar hai.. Desh mein corona se hahakar hai.. Jindagi sabki jhand hui.. gali mohalon mein khusi nahi... Dar ka alam aesa hai yaro. social duriyon ki pratha chali... Corona corona baat toh suno na.. Jao na jao na... Maaf karo na..2times Sabke muh pe laga hai tala, iske ilaza kab milega lala Sabko isne dukhi kar dala.. Phir bhi nahi marta hai sala.. Dil ka hai, tu bahut hi kala, Bache buzurg , mahilao ko mara.. Jab bhi humne bewakufi dikhai, photo frame pe lagawa diya mala.. Corona corona baat toh suno na.. Jao na jao na... Maaf karo na..2times tune kiya acha ek kaam, desh mein ekta ka mila praman.. Kya neta kya garib yahan par, sabne ..ek dusare ko, kiya hai salam.. hogi dikkat, sabko pata.. lekin barakkat ko kisne roka hai.. Thode dino ki baat hai yaro.. hoga uzala, himmat rakhna hai.. Corona corona baat toh suno na.. Jao na jao na... Maaf karo na..2times bukh pyas ki parwa nahi, din raat doctoron ne mehant kari.. jukhao sis aur karo naman , inhone bachai kai zindagi.. Police bhi hamari lagi padi, raat bhar yeah log sote nahi , desh ki seva mein lage hue, law and order tuti nahi. desh ki tarakki ko saap sung gaya hai, lakho industries karz mein dubi.. lekin din raat kam kiya, banking sector jhuki nahi.. Corona corona baat toh suno na.. Jao na jao na... Maaf karo na..2times Ab kya tu hame haraega.. Deshbhakti sab mein jagi... Quarantine se dar nahi lagta, asali desh bakti ussi mein chuppi. Aaj nahi toh kal harega.. Teri maut pakki likhi... Corona corona khud hi nikalona.. Itna chipkana jaruri nahi.. 2times Rv sartaj.. Desh ki tarakki mein watt lagwa ke... ilaaz mein puri duniya dubi... khusi ke pal , milte hai kam, uspe bhi janta carfew ki sazza mili phir bhi tujko chain nahi.. Isme tujhe kaisi hai khusi.. Aaj corona hass raha hai, jaldi hi corona ko rona padega.. Har na manegi apni janta, sath milne kaam banega.. Na hai jarurat teri hume.. Duniya ko taklif nahi sehni.. Udyog patio ne film hastiyon ne, madad karne ki hodd lagi.. .., Time paas ki bhi hadd hui. Jao na jao na.. Sath chhorona.. Corona corona baat toh suno na.. Jao na jao na... Maaf karo na..2times

1 Comments

Leave a comment

Author
6 years ago

User avatar
1.61k
Total plays
30
Followers
13
Following

You may also like