Corona & darona
corona corona india chodona ab hamari duriyan kam karona India se tum darona corona Corona India chodona kyun aa raha tu hamare pichee yar zindagi hamari ho gayi bekar Yee hain modi ki sarkar corona na yee teri darbar khule mein ghum raha tu up down Pm ne kiya hain India lockdown teri liye modi ne kiyaa hain ailan ispe de tu thoda sa dhyan lo ab ham ho gaye savdhan ailan kiya hai PM ne khudse Ki India ko bachaiga tujse kyun karta hamare piche se tu var leke bhaithe hum antivirus ka jar sab janti modi ki sarkar doctor hain pure desh ki talwar uspe sanitizer ki dhar ab to tu india se mui modona corona corona india ko chodona mein kehta hoon sun meri baat din aur raat bure hain halat tu nahi hamara khas ab India kholega Tera raaj rehna hain tujse door phir bhi hain hum majboor na mila tujhe bhav yahan khate subah pav ........ani garam chav carona vairus abb bas hatt jav
You may also like

Leave a comment
See track description ↑