aaj bhi
Aaj bhi teri yaad mujhe aati Aaj bhi mujhe neend na hai aati Aaj bhi tere bare mein likhta main Bebasi mujhse ye sahi nahi jaati Aaj bhi mujhe hansi nahi aati Sudhara tha tune par aab main sharabi Aaj bhi tere baare mein sochun Main dilli hoon baitha tu milne nahi aati Dil mera udta tha tune rulaya Hansta tha main aab hoon kaala sa saaya Aab aankho mein aansu aur likhunga tujhpe tujhe main apna bana kyun nahi paaya Puchun sawaal kyun tere liye paagal main Raaton mein rehta hoon aansu ke baadal main Dhoondhun main tujhko chalta hoon paidal main Peeta main aise jaise hoon Rahul Jacker main Aakhri ye din mera, akhiri hai saansein Barbaad hoon main, rokegi kaise? Badal gaya waqt, badal gaya sab Badal gayi tu, main badlunga kab Kaash humdono kabhi mile na hote Toh seene mein itne dard na hote Tu makshad na hoti, ye shabd na hote Ye jakham na hote, toh ye aansu na hote Kaash tujhe main apna na makshad banata Toh chain se shayad main bhi soo jaata Tareeqa bata tujhe bhulana chahta Aur tujhpe tha mera ye aakhiri gaana (Kyun?) (Kyunki) Aaj aas-paas mere bahot saari ladkiyan Wo lena chahti selfi maine bhi unko khush kiya Par na kisi ko dil diya, aage se hoon main katt liya Studio mein maje, chaar din se na main ghar gaya Ghar gaya toh karta Family ke saath chill Na yaad aati teri, teri yaadein kare kill Nai milna chahta jisse sapno mein bhi na tu dekh Tu patthar ki [?], mera [?] ka dil Bachho ko bataiyo “Jisko sunte uski ex main” TV pe dikhunga karne lagunga flex main Baapu ne samjha Heera, main nikla asli Heera Main jaise Sooryavansham roj aata Set Mak pe Dil mera mehanga teri aukaat se bahar Koi bole baapu toh wo kiwaad se bahar 2019 Video Raftaar ke saath 2020 views million karunga paar Mere paad aaj bahot kaam, yaad teri aati nahi Jo aati thi paas mein aab paas se wo jaati nahi Maine toh suna tha hoti pyaar ki koi jaati nahi Par pyaar wali bhansa jab logo ko samajh jab aati nahi Sunne wale bahot mera crowd kare wait Jab sab khatam hua mujhe yaad nahi date Thodi der mein hai meeting mujhe hona nahi late Tu jiye ya mare now i reallly don’t care Mere dost yaar kahte aaja jaldi studio David leke baitha camera bana li video Rcruze jaldi mix kar mujhe bhej audio Mujhko parda-faash karna Tata-Ciao Didiyo Dil toote aashiq saare please stand up Please Stand Up-Please Stand Up Dil toote aashiq saare please stand up Please Stand Up-Please Stand Up Dil toote aashiq saare karo hands up Karo Hands Up-Karo Hands Up Dil toote aashiq saare karo hands up Karo Hands Up-Karo Hands Up
You may also like

Leave a comment
See track description ↑
#freestyle #rap #hiphop #bmvideo #bmbest #2019heat #rapping #beat #topbeats #solo #singing #nigga