ek ladki

0:00
0:00
ek ladki

Verse.1-Paida hone se pehle hi thi maa baap ko fikarr, Ladki na paida ho jaye iska hi tha sabko darr. Sabne socha tha ghar khushiya aayegi, Lekin kya pata tha aasuo ki baarat aayegi. School na bheja mujhe ghar par hi bithaya, Shaddi karne ke liye jaldi se ladka dikhaya. Mene padhna chaha to maarkar Chup karaya. Mere sapno ko zameen me dafnaya. Inhe ye baat kaun samjhayega Beti maarkar tu naa hi swarg jayega, Tujhe hi tera ghamand dubayega, Haewaan bhi tujhe ye karne ke liye nark bulayega. Chorus.......................................................................... Verse. 2-Aaj ki tarik me kya ladka kya ladki, Ladkiyo ki kaamyabi dekhke aajkal ladko ki fadki, Ladkiya na paalna baat sharam ki, Lekin nahi badlegi kahani har gharki. Abb Sach ko tu kaise badal payega Kitna bhi chaho tum ladlo, Ladki se hi gharpe ladka aayega, Ye naa samajh paaye to thoda vigyaan padlo. Kitna bhi lagalo tum Mann dharam se, Bhagwaan naaraz hi hoga tumhare karam se, Ladkiya peeche rehti niklo iss bhram se, Tumhari harkato ke wajah se Desh ka sar jhuka hai sharam se. Chorus-Betiya na maaro,          Betiyo ko paalo          Betiyo ko bhi beto jaisa savaaro          Beti ek kaafi hai khilaaf ladke hazaro. Verse.3-Beti aaj ki Bahot aage jayegi, Ek kadam sikhado baaki 100 akele chadh jayegi, Peeche chodoge to bhi Ye aage nikal jayegi, Mehnat poori karke apne sapne khud sajayegi. Hote kaun ho tum ladkiya neeche dabane wale, Shaddi karwake gharki naukraani banane wale, Aisa karne wali gharki hi kahani hoti hai, Ladkiya na paalo bolne wali khud ladki hi hoti hai. Verse.4-ladkiya karti hai kaam lagake poori jaan, Chalati hai saath me poora makaan, Nahi hoti ye dil se bemaaan, Ladkiyo se hi chalta hai aadha hindustan. Sabke aasu saath me poch daalti Gharpe kuch hua to sab suljhaati, Poore parivaar ko akele ye paalti, Faujiyo ki tarah gharko ko sambhaal

1 Comments

Leave a comment

Author
8 years ago

See track description

User avatar
23
Total plays
7
Followers
2
Following

You may also like