Nasha aur Mohabbat
Chhupaya dil ke zakham, par aansuon ne keh diya, Jisne tha thaama haath, wahi raste me reh gaya. Kal tak jo sapne the, aaj raakh ban gaye, Muskaan ke peeche gham, sab aaine jan gaye. Nasha chuna maine, aur chut gaye yaar Ummeedien thi kaafi, par sari tut gayi yaar Socha saath degi par choti si galti par tu ruth gayi yaar Raaton mein akela, bas yaadon ke saath ghumta yaar Dil ka haal na poochho, khali pan hi ab saath hai yaar Phir bhi jeeta hu main, par teri yaadon ke saaye me yaar Nasha chuna maine, aur chut gaye yaar Par seekh liye maine, girna bhi zaroori yaar Raaton ki tanhai mein, khud ko sambhalta yaar Kal fir se khud pe bharosa, naye raaste pakadta yaar Duniya se ladunga, sapne apne saath leke yaar Dil to uda tha par ab nayi umeed ke saath jeeta yaar
You may also like

Leave a comment