rap ka raja
Yeah Yeay !! Harshify present --- Yo! Sun le duniya, yeh awaaz meri, Seedha sadha nahi, yeh andaaz teri Chhod ke bhaag gaya jo, woh tha raaz tera, Ab bol naa sakega, kha gaya dard mera. Gareebi ne sikha diya, kaise khelna hai, Jab tak na mila sapna, tab tak na theharna hai. Log kehne lage, "Yeh chhora pagal hai," Par maine rap ko apna maalik bana liya! Rap ka raja, main, flow ka badshah, Jo bhi bola, woh ho gaya sachaa. Dharti se aasman tak, naam chhaaya Ab na rukna hai, bas, yeh hai raasta aya Zindagi ne thappad diya, par main gira nahi, Uth ke chalna seekha, ab koi hara saka nahi Maa ne kaha tha, "Beta, tu kuch bada karega," Ab woh dua hai, jo hawa mein ud rahi Doston ke saath the, par kuch saath chhod gaye, Paisa dekh ke, apni aukaat bhool gaye. Par main yahaan, apne dum pe khada hoon, Jo bhi mile, usse rap ka pyaar dikhaa raha hoon! Rap ka raja, main, flow ka badshah, Jo bhi bola, woh ho gaya sachaa. Dharti se aasman tak, naam chhaaya Ab na rukna hai, bas, yeh hai raasta! Sach bolne waale ko log maarte hain, Jhooth bolne waale ko log paalte hain. System bigda hua, par kaun sudhaarega kon Jab tak khud khada nahi honga, tab tak baat nahi mani jaegi Padhai likhai kar lo, par degree se kya hoga? Jab dil mein junoon nahi, toh mehnat se kya hoga? Main rap kar raha, kyunki yeh hai meri bhaasha, Jo na samjhe woh, unki hai naakaami! Bole toh ek minute mein 16 baar, Gaana nahi, yeh toh hai meri jaan. Jo bhi sunega, woh dega salaam, Kyunki main likh raha, apna kalaam! Mere gaane sun ke bhaage haters, Mere fans ne banayi hai towers! YouTube pe views, chaand pe flag, India ka rap, ab karega blast! Main nahi, yeh culture hai, Jo bole "Hip-Hop", uska future hai. Desi beats pe, international flow, Ab na rukna hai, bas, badhte jaana hai! Jo bhi tu chahe, woh paa sakta hai, Bas thoda sa himmat dikha sakta hai. Darr ke aage jeet hai, yeh yaad rakhna, Apne sapno ko kabhi maat bhoolne dena
You may also like

Leave a comment