ye game Mera dost tha.

0:00
0:00
ye game Mera dost tha.

Is game mein kuchh khas tha , Jo yah mere pass tha dikhara Sahi rasta,dukh Bhari meri Dastan, khuda bhi Tera sath tha, maine chalna shuru Kiya , Manjil per pahunchana uska kam tha, kiya na aaram tha, na din ka pata na Raat ka, mehnat karke pana Jo vah mukam tha, kisi per main bojh tha to koi mujhper jama ra thaus tha, kamyabi ka Bachpan se ek Josh tha, na koi hosh tha, ye game Mera dost tha ye game Mera dost tha, Khargosh tha Soya to aaya Na hosh tha, khud Ko main Kosta har roj me ye sochta, kisne meri ruh ko diya naya mod Tha, Kalam se apne khwabo Ko nichhodata , 16 ki umra mein duniya pahchan liya, tumhare bhai ne yah than liya , chhoti si umra mein man ka pyar Jaan liya, main hi nahin jaanta Maine kya Kya pahchan liya, apnon se jyada pyara gairon ka najara, laad se rahta Banta main bhi aawara, zindagi jeene lagta paise ka Sahara , sabhi kahate apna apna per koi Na hamara, zindagi Anmol jise dhuva samay ke tu udara, kalamkar baitha Kalam meri Talwar, yah umra hi Tera mokka jise har din tu gawara, dekhiae vo din Maine Jahan hote sare Apne, sapnon mein acche lagte yah jhoothe parinde, kismat ki na baat karta kyunki mehnat pe Bharosa, aaj ka likha cal ka Safal Mera, Dil ka chuna yah Safar Mera , ye Jamir Mera ye jameen Mera yah waqt Mila har ek chij Mera, agar Na hua Kamya to Sara dosh Mera, kyon kisi Ko kos ne ka, nahin samajh mein aa Ra to chhod do na, kismat ki lakiron ko mehnat ke samne marod do na yah Jo waqt beet Raha aaina dobara, kisi ka Na Sahara milta मां-बाप ke alava, fir bhi koi de raha to tumhare liye upar wala, सीधा-सीधा na kuchh bhi milta, Sangharsh karke aage Bdnna padta, dusron ki soch se khud ki soch mein fark karna padta, tab jake kahi Naam dikhta, sareaam dikhta, apnon mein rah jata Sapna Mera, yaha koi na apny Mera, ye game Mera dost tha ye game Mera dost tha ye game Mera dost tha ye game Mera dost tha Hathon ki lakiro se kismat ki lakiro Tak, fakir ka shuru Safar itihaas ke panno Tak, Gagan mein Chand to Roshani ki baat alag, Roshani se lagta jo vo khouf alag, main bahut alag me top alag me so talak baaton se apni baat rakhta ek taraf, har taraf mere shok alag,Ha soch alag, Akela pure kafile se bhid jau mujhme me dam alag, jina marna uske hath mein, iske bich mein Apne raste, Apne Apne se fasle napte, zindagi Ji tu khud ke bana ke raste, apni maa ke vaste , gali se viman Tak ka vah ehsas de vo ehsas de tu apni man Ko Jo tu karna chahta uske vaste,

Be the first who leave a comment.

Leave a comment

User avatar
154
Total plays
13
Followers
0
Following

You may also like