kya bolte lala - (MC GLOW)
kya bolte lala lyrics: "hook" kya bolte lala aaj shakal kyu hai ubala ban gaya raja apni lane ka waande horele ya bohot rain ka koi treatment nahi hai mere is pain ka awaaj aata bohot yaha crane ka rupaya dedo meko train ka bolke tum udate yaha waha paise, jara checkup karwao apne brain ka "Phase 1" banna sabka boss chahiye naam sunke humara chai haath se gire esa khauf chahiye mujhpe case thokne keliye naye laws banana chahiye esa khauf chahiye mere kapde mujhe pure wash chahiye esa khauf chahiye meri wafaadari karke safe rehene ka cause chahiye esa khauf chahiye khabar sunke ki me aa raha hu udhar to saare logo ko kaam pe jaane ke liye off chahiye esa khauf chahiye "hook" kya bolte lala aaj shakal kyu hai ubala ban gaya raja apni lane ka waande horele ya bohot rain ka koi treatment nahi hai mere is pain ka awaaj aata bohot yaha crane ka rupaya dedo meko train ka bolke tum udate yaha waha paise, jara checkup karwao apne brain ka "ending" tere hi area me aakar udhar hi raada kar daalenge time mila toh udhar ich gaalenge tere aakho me aakhe milake dekh lenge befikari se...
You may also like

Leave a comment
See track description ↑