MC KILLER
MC KILLER

Khumar By MC KILLER

Khumar By MC KILLER

11 Plays

04 Aug 2022

Teri Yaddein Rokti Warna Apnay Ap He Bekar Hojao Teri Befawai Se Na Jal Jal Kay Aag Hojao Tere Tanon Kay Pani Se Na Mein Phir Rakh Hojao Tujhe Yaad Karta Bethkay Kabroon Pey Teri Yaddon Mey Kahin In Kabroon Kay Na Sath Hojao Ya Phir Mein Bhi Duniya Kay Liye Sirf Ek Yaad Hojao Jo Hamray Bech Adhori Mein Bhi Woh Baat Hojao Khamoshi Mey Milun Kya Mein Bhi Ahat Hojao Sab Kay Liye Alag Kya Mein Bhi Koi Zaat Hojao Par Ashiq Duniya Ka Mureed Nahi Hota Ek Ashiq Apnon Ki Bhi Umeed Nahi Hota Muraad Meri Batton Ka Waheed Nahi Hota Dewana Ashiq Duniya Kay Liye Shaheed Nahi Hota Hook Mujhe Zindagi Azeez Khud Se Bhi Zyada Mujhe Tu Hay Azeez Zindagi Se Zyada Mein Toh Tere Liye Hun Teri Zindagi Ka Pyada Tootay He Na Tera Khumar Itna Zyada Verse 2 Meri Zindagi Pey Boj Hay Woh Par Tere Liye Bas Ek Soch Hay Woh Patharon Ka Sardar Mein Galat Ho Tum Mujhe Insanon Mey Jo Khoj Rahey Ho Mujhe Fikar Nahi Ab Zindagi Ki Marunga ab Shan Say Apni Zindagi Lagegi Jannat Tujhe Meri Zindagi Jaan Kay Ek Dafa Toh Lagati Galey Tu Mujhe Apna Maan Kay Zindagi Bhar Rakhta Tujhe Paas Apni Jan Kay Par Ab Teri Yaddein Rakti Mujhe Band Kay Teri Ek Ek Baat Chupti Mere Kaan Mey Nikalta Rehta Khoon Ansonon Ki Jaga Neend Bhi Hay Urah Gayi Mein Toh Barson Ka Jagaa Tujhe Kyu Umeed Jab Mein Khud Ka Nahi Saga Akelay Paan Ki Thi Khoaish Ab Akela Paan Hay Saza Kyu Nahi Sunti Tu Mere Dil Ki Sada Tu Bhaley Karey Nafarat Par Mein Tera He Hun Sada Nakamayabi Ka Jo Boj Mere Kandhon Pey Hay Lada Pass Mere A Tu He Usko Hata Chorh Yeh Battein Ab Tu Mujhe Bata Mere Dil Kay Ab Shakoon Ko Tu He Mita Tu Meri Zindagi Ki Sans Hay Bina Sans Kay Mein Kese Hun Jeeta Tera Inkar He Thi Haar Toh Mein Kese Jeeta Teri Yaddon Mey Hi Meri Zindagi Ka Har Pal Beeta Tere Inkar Nay Mera Dil Khol Dia Teri Marham Kay Bina Mein Kese esay Seeta Dil Mey Hota Dard Na Sota Ulti Karwat Pey Hasun Teri Bewafi Pey Ya Snitch Homies Ki Bharwat Pey Zindagi Mey Jo Bhi Chaha Mila Khuda Ki Barkat Sey Par Teri Chahat Ney Milaya Mujhe Mustakil Sar Dard Sey Ab Toh Rehta Mujhe Dar Apnay He Ghar Kay Har Fard Sey Samjh Nahi Ata Tujhe Kya Mila Is Harkat Sey Teri Battein Sirf Zakham He Deti Thi Tere Liye Mene Zakham Bhi Laga Leyay Has Has Kay Sochta Kabhi Pyar Ko Mardun Mein Goli Par Hemat Nahi Hoti Pyar Ki Chakal He Itni Bholi Dekhi Ankon Se Uski Bewafi Is Qadar Ab Hemat Nahi Kay Ini Ankhon Se Dekhun Uski Doli Hosh Mey Nahi Meri Ankhein Bhot Khoyi Hain Kyukay Meri Zindagi Ki Akhari Muhabbat Wohi Hay Subha Tak Jagga Rehta Phir Sota Rehta Din Tak Kyu Mein Uthun Jab Meri Kismat Bhi Soyi Hay 0 Pey Sawar Jese Zakir Khan Mein Sunao Dastan Jese Yasir Khan Mein Jab Bhi Utrun Muhabbat Kay Medan Mey Akhiri Daam Tak Karun Dangal Jese Amir Khan Mein

1 Comments

Leave a comment

2 years ago

You may also like