Tanha

9 Plays

26 Jun 2021

Young dumb high aur udaas, Koshisho pe koshishey par fir bhi mai nakaaam, Diye dhokkey, Kiye kaam galat laggey ilzaam, Lekin bhatka nahi mai raah se, Mera wahi hai makaam. Anjaan banney apney, Tootey sapney, Rab gawah, Stress se aati nahi neend, Mai toh raatein bhi jagga, 10 saal ho chukay hai, Badley 10 se zyaada ghar, Kaise karlun khudkhushi, Zimmedariyan hai sirr. Andhere mei akela, Raha bhi nahi hosh, Akelepan mei khush, Mai nah dun kisiko dosh, Mere chehre pe muskaan, Aur dil mei dabbe raaz, Agar likhdun mai kalam, Se to fir jall jaye kitaab. Zakhmi dil iski mille nah dava, Kitna sahi kitna galat mera rabb hi hai gawah, Kiye jurm bhi nahi mainhe fir bhi milli hai sazaa, aas paas itnay logg lekin fir bhi mai tanha. Umar se zyaada regrets aur unse zyaada dard, Matha garam rehta par yeh dil hai jaise baraf. Mai likhne baithun kalam se toh haavi ho shaitaan, Ab toh demons mere dost shayad mai bhi nah insaan. awaaz bhi nahi aati ek kamre mei kamraband, Rabb deta bakshish ab manzoor bhi hai gumm, Ab dekha jaaye toh kamzor bhi thay hum, Jaana guzar ek din kya koi daur bhi thay hum? No rich kid mai toh middle class child, Baitha mai school mei mere bag mei thi mild, Nahi thay two face bas ekk hi chuni side, Itnay dukh par aakhir mei karru mai fir bhi ride. #Rap#Rapfame#Tanha#DHH

1 Comments

Leave a comment

3 years ago

Young dumb high aur udaas, Koshisho pe koshishey par fir bhi mai nakaaam, Diye dhokkey, Kiye kaam galat laggey ilzaam, Lekin bhatka nahi mai raah se, Mera wahi hai makaam. Anjaan banney apney, Tootey sapney, Rab gawah, Stress se aati nahi neend, Mai toh raatein bhi jagga, 10 saal ho chukay hai, Badley 10 se zyaada ghar, Kaise karlun khudkhushi, Zimmedariyan hai sirr. Andhere mei akela, Raha bhi nahi hosh, Akelepan mei khush, Mai nah dun kisiko dosh, Mere chehre pe muskaan, Aur dil mei dabbe raaz, Agar likhdun mai kalam, Se to fir jall jaye kitaab. Zakhmi dil iski mille nah dava, Kitna sahi kitna galat mera rabb hi hai gawah, Kiye jurm bhi nahi mainhe fir bhi milli hai sazaa, aas paas itnay logg lekin fir bhi mai tanha. Umar se zyaada regrets aur unse zyaada dard, Matha garam rehta par yeh dil hai jaise baraf. Mai likhne baithun kalam se toh haavi ho shaitaan, Ab toh demons mere dost shayad mai bhi nah insaan. awaaz bhi nahi aati ek kamre mei kamraband, Rabb deta bakshish ab manzoor bhi hai gumm, Ab dekha jaaye toh kamzor bhi thay hum, Jaana guzar ek din kya koi daur bhi thay hum? No rich kid mai toh middle class child, Baitha mai school mei mere bag mei thi mild, Nahi thay two face bas ekk hi chuni side, Itnay dukh par aakhir mei karru mai fir bhi ride.

You may also like