Matlabi

22 Plays

03 May 2021

Matlabi....... ghor Matlabi..... Kyun hai sab Matlabi...   Khudgarz bhari iss duniyan mey bhare pade hai Matlabi ....   Yahan sabhi hai Matlabi, Jo aaj yahan woh kal kahin Matlab ki he toh baatein hai, zaruraton mey he sabhi.   Kehene ko tu saath mey, Par diktha kyun mujhe nahi Batein hai badi badi, Par kaam ka tu kuch nahi   Main aaj tere kaam ka, Toh baap main aur God bhi Jo mujhse matlab ho chukka, Fir ankhen moond chal kahin   Ego tere pass jo, Imaan se kayin badi, Tere jaise logo ki, Kisiko hai kaha padi.   Mushkil mey jab yeh jaan tha, Tab haath maine thama tha Fir yaad main he aaya tha, Jab dard ne sataya tha.. Khali tere wadey hai jo lafzo se bhare nahi Yeh lafz bhi khud kehete hai ki wadey kar na tu kabhi YEHI HOTA HAI JAB KOI MUSHKIL MEY HOTA HAI.. HAR SHARAFAT BHARI NAZRO MEY, HAR DUSRA APNA SWARTH KHOJTA HAI...   Khoklo ki duniya ka hai dogala bahut sahi, Nakli tere aansu hai har waqt jo bahein yuhin Tere jazbaton ki kadar main ki dilse thi Kya janta tha main ke hojayengey patthar kabhi Mera har niwale ka bhi hissa tere aor ki Tu chain se rahe aur khudke bhuk ko ignore ki. Har koi mujhko bole kyun ehsaan ispar kar raha. Ek din yeh sab kuch bhulega aur hoga dard ki wajah. Main fir bhi tere dard ko apna bana ke baitha tha Jali kati unn baaton ko akela he toh sehta tha   Maanaja tu satya ko, Ehsaan ke uss waqt ko, Jo maine tab dikhaya tha, Jab sar jhukaye roya tha,    LEKAR KISI KA SAHARA TU LAGALE CHALANG ZINDAGI KA... BHALE HE KUCH PAL KA SAFAR HAI ASMAN KA, MAGAR SWAAD ZARUR CHAKHEGA BANJAR KA.... Matlabi..... bada he matlabi..... Matlabi... aukat tere jaiso ek paise ki bhi hai nahi Udhaar ki hai zindagi Kya itni bhi samajh nahi Tu payega jo boyega Koi khel nahi hai zindagi. Kisiki thi mehenat puri Ehsaas jiski hai nahi bachake tere sapno ko kayin raat jo soya nahi Lagatha woh bhi daow mey Waqt uska bhi kharab tha lada tha tere wastey jab koi na tere saath tha Har waqt ki ek maar hai Padegi zorsey kabhi Ehsaas hoga dard ka Fir yaad ayenga sabhi   Jo cash tere jebo mey Woh kal tera hoga nahi Aur taish ki yeh zindagi Do kodi ka hoga nahi.   Fir tutega ghamand tera Karega khudka samana Sharam bhari unn nazar se mushik hoga pehechanna Mann le iss baat ko Tadap ta rehe jayega Sab hongey tere samne Par saath koi na ayega   Fela ke apne hathon ko Arzi yuhi lagayega fir ek he baat gunjhegi (Jo boyega woh payega x3)

1 Comments

Leave a comment

3 years ago

You may also like