raaz beat

3 Plays

22 Apr 2021

chote se man me ab kaafi saare raaz hai khoon se bhare maine siyahe me alfaaz hai toota sa dil hai or tukdo me ye khaab hai q tera chahera yaad aata din raat hai saari ki saari bekaar ye tarkeeb hai kalam or kagaz bs ye do he azeez hai likhne ki kala mughe mili hai naseeb se dekhna bus hai kub badlega naseeb ye mai likhdu gaane teri yaado me 1000 fir mouka mile jo tugse milunga ek baar fir chalinge us jaha me milke dono saath fir guzaar na hai teri baaho me ke raat fir mai chal raha akela issi bs umeed me is jaha ke logo se ab koi na umeed hai yaha pr to na chalte rishte ab umeed se paiso se badal ti rishto ki takdeer hai yaha to mar chuka logo ka zameer hai dekh ke judge krte ameer ya gareeb hai paisa dikha ke bole ke ye sub ameer hai asal me ye saare jasbaato ke fakeer hai palke jo h bheegi aao tum ek baar fir banana chahu yaade milo na ek baar fir gussa jo ho mugse aake fir saza do ha mugko jeene ki koi to wajah do badal gaya hu jo dur hu m duniya se isi tarah h jeena padta is duniya me yaha to log bhe badalte apne rang hai dur kaafi mugse bole mere sang hai

1 Comments

Leave a comment

3 years ago

You may also like