Aashish Thakur
Aashish Thakur

yaad teri ati hai mujhko

yaad teri ati hai mujhko

7 Plays

30 Mar 2021

yad yad teri ati hai mujhko door hoke bhi pas bulati hai mujhko teri yadain mere dil main hai tu tod na paye usko bas chuka hu main tere dil mai yun chod na paye tu mujhko yad tere dil mai sajake mai betha door hai mujhse maann banake mai betha hu yadain mere tere dil ke paas hai pyar mere sabse khass hai bhadkane vale sab bakvass hai tu janti main janta kon kitne paas hai sabko hota pyar ye sabki awaz hai tere mere mai kuch to khass hai phadoan main gunja sache pyar ki awaz hai kahani nai ye sach ki awaz hai pyar mera tere liye sabse khaas hai tu janti main janta kon kitne paas hai sapnon mai gunja vo meri awaz hai main kitne pass or tu kitne pass hai tu janti main janta kon kitne paas hai yad yad teri ati hai mujko

1 Comments

Leave a comment

3 years ago

You may also like