.

19 Plays

23 Mar 2021

Hum bht khas the , yeh unke alfaaz the, anaa k khail mei rishton ki haar hoti hai , kuchh adhura Pan tha Jo purana hua koi Mera tha Jo Mera Na hua, ek Pal Tu laga FIR tum mil Gaya need khul gai khwab tut Gaya , socho to sari umra mohabbat mein kat aati hai, dekhun to vah shak Mera Na ho, Tu bhi chaan ki Tarah hai Noor bhi garoor b dur hai, yah mushkil bhi kat jayegi manzil bhi mil jayegi jis nazar se nazar andaaz karte ho usi nazar se dhundh hai Tu pss ho kar bhi dur hai yeh duri fazul hai, Talash mein jo nikla teri bhoola mein raahain saari , manzil tu thi meri, manzil nay jagha badli , sarkay sunsaan thin raah mein andhera bhi tha , waada kiya tha tunay sath nibhanay ka , Q mjy chor gai is haal pay jaan-e-jaan , jaan-man , teri yaadon mein marain dam , dhwain mein uraadiye wo saaray ghum , mein rehta apnay zone ,charsain khatam phr bhi high jese drone mein , ... ... mein tou seedha sadha larka tere liye jeeta marta , tujy khonay se mein darta , teri yaadon mein rehta ,tujy khonay k bad mein hosh nhi rehta , madhosh main nashay main ,tanha para mein kamray mein, Kuch kwaab tunay tordiye baaqi dekhnay chordiye , Mera dil udass , mujy nashay ki talaash , Jesa tu chati thi ,wesa mein baan na saka , Sahaara tu thi meri magar sath chalna saka , Ye shayeri nhi, Mein ne to aap beeti gai , Tu wapis agai nahi , Ye baat mujy satati rahi , You never look back , Ek bar murh kay dekh for god sake, mein to wakin pe tha ,teri raah mein jo tanha para , tujy say ek aakhri hai baat khani sunlay zara , Kon tera , kon mera waqt jiska sb uss ka Hum ne mohabbat ke nashe mein aa kar use khuda bana dala, Hosh tab aya jb us ne kaha ke khuda kisi ek ka nhi hota, "Ghum deke sawaal karta ho,wah tum bhi kamaal karta ho"

1 Comments

Leave a comment

3 years ago

You may also like