RAP EAST🔐
RAP EAST🔐

Memories (15:56)

Memories (15:56)

4 Plays

21 Mar 2021

adhbhut kala aur sanskrti se mahan yaha unity har dharm ki aisa bharat mahan jise janta h jahan aisa desh hi kaha mere desh k logo ne aisa kaam hi kiyya h hamari soch ne is duniya ko bahut kuch diya h hamne scince bhi diya hamne medical diya h hamne zero b diya h hamne pie bhi diya h log jiye swasth jeevan hamne yog bhi diya h jagdish chndra ne hame pehla radiyo diya hai sabke khubaurt h baal q ki shmpoo bhi diya h . kehte h mahan aisa kaam hi kiya h.... muglo se angrezo tak ko bhagaya is desh ne shanti aur Krodh me har rup har bhes me sasta mars mission pehli bari me kar liya socha na koi jo sabne 3 baar me na kiya india space me bhi aage india khel me aage kalam aur ,tendulakar se ye fir duniya jage india cinema me aage hima das jaise daude har race me aage export me bhi aage india agriculture me bhi aage yaha muslim ko raam hindu ko rehmaan nazar aata h dharam se pehle hame insaan nazar aata h kai tyhaaoro ka desh yaha khusi ki saugaat h rango vala desh na jaat h na paat h tirange ki shaan jiske ham santaan maa bharti k god me mehfooz h jaan aisa bharat mahan aisa desh h kaha yah ajadi ko dete parva ka roop jaha baraf se lekar kadakti dhup har mausam me lipata ye bharat ki zammen yaha log to kafi h lekin koi nahi kami indian hu mai mujhe garva h bada mera desh h ungli pakd poora duniya h khada

1 Comments

Leave a comment

3 years ago

You may also like