tara

22 Plays

14 Dec 2020

yaa dekha tootha tara . sansar ya juta sara Kismat Ka Tu Bhi mara na samjho bechara Khatri Galiyon Mein ghumne wala Awara me chota shinchain nohra yaa dekha tootha tara . sansar ya juta sara Jay Jamuna Paar Nahin Delhi ki dahad hai Corona Se Jyada log Jaat Paat se yha bimar hai media kare 340 ka Bukhar hai iska Ilaaj insaaniyat ka Har hai middle class ko Lena lambi kar hai Chhote job Karne Walon Ko tension ka pahad hai majdur kre pet Bhar Ke khane ka Jugaad hai Kisan ko Bhari Pada uska Udhar hai sarkar ko karna suicide wale Khanjar Se Uske Chhati Mein Aar Paar Hai. Aisi problem Saat Samundar Paar Hai Burai kar Bura Hoga bhalai Kar Bhala Hoga is Baat se Logon Ko Inkar hai yah betiyon Ko Jina bekar hai Kyunki balatkariyon Ko Jeene Ka Adhikar hai yah Baba Ka Chamatkar hai khabardar hai ,agar Raat se 9:00 Baje Gai to Bahar hai. nhai to headline teri Akhbar hai Ye Chota Sa Sansar Hai isliye Mujhe Toote Tare Ka Intezar hai. upar wala bola tu rap ka Shaktimaan Tere andar Gola Barud ka Dukaan Kalam Se bana in jeso ko shamshan Hai. Jo krtha hard wala kam hai Vahi Pata legend Wala naam hai Tata Ambani amiro Mein bus Unka naam hai Bheem Ambedkar aur Abdul Kalam bold Legend wala naam hai uch inch Ko Chhod Diya desh k Samman hai na Kisi baat ka Abhiman hai. Ekta aur Shanti Ka Paigam hai Agar Aise log Aaj Bhi Hai To unko Mera Pranam hai

1 Comments

Leave a comment

4 years ago

You may also like