Muhammad Kamran

Kashmir Se Jenaab

Muhammad Kamran
Kashmir Se Jenaab

52 Plays

05 Dec 2020

Dil bhaagi, 2pac, ka Aaya roop lekar, mic pe Maghroor se bhara bhayankar, Rehne dena, mujhpe reham kar. Wazan kar mere alfazu ka, Bhayankar, Qalam kaar beshumaar, Par na sabko rap se pyaar, Maine ache bure waqt dekhe yaar, Chaar baar kare mind think, Jab b karu spit yaar, Chilling with my homies, Different cars, Star ban ne ka intezaar, Ooh 4 baar sochna, Very high bar. Dil dimaag mera bhaari hai bhaari, Chaari hai chaari likhayi meri, Shayree hai shayree, Baki sab mai bhari kayerii, Yaha pe, mujh jesa koi tha hee nai, jaani Qalam likhe meri kahaani, Saari ratein suhaani, Ek ek baat jo thi puraani, Kamtari mai na zindagi gawaani, Bewakufon ko pata nai, Inka koi khata nai, Jo dhiyaan inme koi deta nai, Roohaniyat ko leta nai, Nafs ko zaroorat jo, Vo kabhi b hai deta nai. Maine jazbaatu ko hai chedna bhai, Chodna bhai, Ye bole mujhe jaan de, Bin wajah na tu ghyaan de, Haske bolu mai fir inko shaan se, Maana ki jaani kaam ye haraam hai, Mera naam kamran, kamayi meri shaan, Na gawaane waala praan apne, Jurrat se dekhe maine sapne, Apne, Meri madad kare bure waqt mai, Haaaan, Tu dekhna bohat sakht mai, Aane waale Waqt mai, Takht pe, bhakt ye apne sifat mai. Nidar ye, Kidar se, Aaya hai ye takht pe, Ye tumhare sawaal, Bas mai dena ek jawaab, Karte jao tum sawaab, Banoge jald mujhse nawaab, Kashmir se jennaab, Haaan kashmir se jenaaab. Ya jalti hai chenab, Yaha padhte na kitaab, Dil ka tabhi haal sabka hai betaab,

2 Comments

Leave a comment

4 years ago

bars 🔥

You may also like