Arsh Shayar

February ki sham

Arsh Shayar
February ki sham

65 Plays

10 Nov 2020

bas teri hee to yandon me samandar behte raaton me raato ko mai jaagun par na man lgta kitabo me dundh lu mai tujhko fir mere kuch sawalon me khud dedu jwab bhi fir teri hee awazon me tera hee mai chehra dundhu lakhon me hazaaron me ghar bhi n ye ghar lgta mai rhta hun deewaron hatho se kyu mit rhi lakeerein tere naam ki zindgi bhi bewajah hai bachi n kuch kaam ki anghuthi bhi fenkhi tune jo thi mere naam ki jis din tune choda tha wo February ki shaam thi

1 Comments

Leave a comment

4 years ago

You may also like