RosGam Monster

Danger Battle

RosGam Monster
Danger Battle

28 Plays

18 Aug 2020

Me aa gaya hu bhai, seena pharke, Ab mere bol chalenege daharke, Koi rokne wala nahi ab mujhe, Ek ek se badla lunga sabko marke, Bahut diye sitam, banaya mujhe kamjor, Bas chala tu beat, lagane de mujhe jor, rehne do un logo ko, haare hue gareebo ko, Dhyan do mehnat wali cheelon ko Hatoda leke thoko keelon ko Un logo ke liye meri sirf hath ki unglian, He jigara bada to aao mukabala apna liya, Dekho pogo or maa ko bolo bounvita pi liya. Na dekhu koi mahol or na hi koi moka, Ager ho mic hath me, nahi deta dhoka. Karta hu rap chahe ho koi bhi samne, Kar deta pant gili uski with rap apne Apne rap se dikhata hu aukad samne wale ki, Ki tu kal ka bacha or me man ka sacha. Isliye yehi he acha ki na kar apna charcha. Ager mukabala karna he to kar, mat dar, Par ager jaan he pyari to ja apne ghar. Rap ko samaj beta, ye koi bacho ka khel nahi, Ager ye khel hota, to koi bhi rap karta, Par me unme se hu jo kabhi rap se nahi marta. Log tyag dete apni zindagi ko rapper banne me, Or tu kehta ki tera jesa koi nahi is jamane me, Is umer me na dekh esa sapna jo tujhe de sirf aas, Badhai pyas par hakikat me tujhe mile sirf bakwaas.

1 Comments

Leave a comment

4 years ago

You may also like