saiyam shoaib
saiyam shoaib

psychedelic

psychedelic

6 Plays

08 Jul 2020

(verse 1) batien mulakate janey valey chale jate izzat hum kamate vo junkey me udatey jooth hum sajate aur sach hum gavte achey ko rulate aur bure ko hasate gareeb ko chupate aur ameer ko dikhate tadpte sawal nahi hua ye kamal ye beat hai bawal lage koi chaal ye banda jamal uske hath me gulal jo khoon se hua lal goli chali vo manzar behaal purey shehar hai macha baval behte khoon ka yehi kamal ye le rumal apne ansu sambal uske dalal dekhai lash pe dayaal dard hai filhal fir gayab hai khayaal vo bas misaal aise senkdu jamal (bridge) ab kar tu roll maar puff not tough duniya hai jholx3 (verse 2) dekha zulum zulum ki gavai maa ko bache se huvi hai judaai kabar uski khud bhai ne sajai yehi pe huvi apnu se ruswai karte khudai murade rehaaii jitni achaii utni muh pe sehayi ghar pe ladai bhen ki sooni kalai KHUDA ab daal apni parchai (break) ab tu sun gin apne gunn apne log vo khud chun khusiya nahi rehti hoti ghum umeed tu choti choti dund dund ke ander mat ja gumm sun chote sun shaklu pe likha nahi hota insaan ke khoon me hai dokha akhri moka maa baap ka hoja ya fir meri tarah nashe me soja khushiyo se hai mera roza apna dil bhi deta dokha (outro) ab kar tu roll maar puff not tough duniya hai jhol x3

1 Comments

Leave a comment

4 years ago

You may also like