Shadab Yawer
Shadab Yawer

mohabbat

mohabbat

9 Plays

27 Jun 2020

mujhko mili jo kahi na kahi thi meri mohabbat tumhi me basi thi, samjho na samjho tum qissa ye purana , meri saanse jaane tumhi me basi thi(×2) mai ashique purana tu mahbooba hai meri, mere jism-o-jaan ye amanat hai teri, dil bhi kahe aur rooh bhi kahe tu hai meri sirf tu hai meri mohabbat dikha na sake bas majboori hai meri, ya tu chaak seena kar de le aa lambi chhuri, mohabbat hai tumse nahi koi chori, na hi khata na koi seena zori, mai purana raag hu tu meri ragini, mai danke ki chot me kahta tu meri sangini, mai bahta hua kal hu, tu mera aaj hai, kyu future ka soche karti tu laaj hai.(×2) mai dariya kinare khada hu tu aaja, meri sanse bankar dhadkano me samaja. tujhse mohabbat karunga mai aaj, na hi wada karunga mustaqbil ka na aunga baaz, na hi jhooti kahani banaunga mai sirf sach batunga, jo bhi hai tu sunle sach hai naahi mai behkaunga. mohabbat karte tumse hum bas ye abhi ki baat hai, mustaqbil ka na socha hai na sochunga na chodunga sath mai, tu bhi waqt bita mere sath aaj ko din ho ya raat me. mai kahani banaunga romantic wali, tu heroin banegi meri kahani wali, ye bas kahna hai tujhse aaj par kar faisla , na kal ki soch bas aaj par rakh hausla.

3 Comments

Leave a comment

8 months ago

BOMB! 🧨

8 months ago

KILLED IT 😵

4 years ago

You may also like