mhamzashaikh

Adhoori Zindagi

mhamzashaikh
Adhoori Zindagi

13 Plays

27 Jun 2020

Zindagi mai kuch kam nahi Bus tera saang nahi Sachay thai waaday ye sachay iraday phir bhi hum aur tum aik nahi. Kesey bataon Mai kesey samjhaon Kesey manaon kesey tumhe mai apna banao ye wo sawal hain *jinka jawab ab shayad mumkin nahi* Tum atay ho muskuratay ho chalay bhi jatay ho kyu pata nahi Khushi tou hoti hai lekin ye eska timeframe jo pata nahi Tumharay baray mai sochta zaroor hoon Anso tou atay Hain kabhi khushi Kabhi gham ke ye pata nahi Tumharay baray mai jo sochon tou sochta chala jata hoon, Tunhare pas aoun tou kareeb ata jaata hoon. Tumsey miloon tou dekhta rehjata hoon, Tumharay muskuranay pe bus tham sa jaata hoon. Na jaanay kab tu samjhega ye baat Na jaanay kab tu janenga ye pyaar Na jaanay log kya kahenge se kab agay barhega tu Na jaanay humari taraf kab laut kar ayega tu Na jaanay ayega ya bhi nahi! Es laraye sey thaak chuka hoon mai, Yahan hathyaar tou wo hai lekin dushman teri yaadain hain, teri wo meethi meethi batain hain, aur humari haseen mulakatain hain. Bata bhala kesey bhool jaon Wo pal wo lamhe kesey mithaon apnay seene mai Teri aahh aur teri awaaz kesey bhulaon apnay jeeney mai Zindagi mai zinda hoon lekin terey bagair mai sirf aik chalta phirta murda hoon dilli waali girlfriend tou nahi, bus es deewane ki deewangi tou bangaye na tu Zindagi mai kuch kam nai bus tera saang nahi

1 Comments

Leave a comment

4 years ago

You may also like