na laik beta
na laik beta,na laik beta,na laik beta Beta aesi cheez hai jo paisa urata apne baap ka hai doosro ko dikhata hai mehngi mehngi gaarian chalata hai larkion ke peechay bhagta hai larkian lift nahin karati iss ke bawajood in ke peeche wapis par jata hai Apne maa baap ko satata hai Jitna marzi usko samjhado phir bhi baat ye nahi manta hai atay jatay bachon ko sata ta hai na laik beta,na laik beta usko sataya usay sataya Aur dil mein chen nahi paya usne bola ye maine paisa paya sara maal usne apne baap ka khaya ye hi hai uska kala saya hasad main akay apnai baap ka gala dabaya phir sara maal uska khaya
Leave a comment

You may also like