Yadish09
Yadish09

Lakshya (YD fam)

Lakshya (YD fam)

104 Plays

03 May 2020

#eminem #2pac #jayz #freestyle #rap #hiphop #rapfame #indian (Verse 1) Wo log jo mujhe jo kehte hai You bitch you never gonna make it From outside I was lookin calm But inside I was tickin time bomb Cause I got no answer I don't know why Wo puchte rehte but I don't reply Choked at the time mathe pe pasina Logo ki baato ne ainwayi Cheena mera jeena Par logo ki baato ko Dil pe nahi Lene ka Chote tu hard hai ye samjh ke Lena ka Duniya ye khel hai isko Jeet ke dikhane ka Gaddari nahi beta sardaari karne ka Apne aapko tu kam nahi samjhne ka Dil se nahi beta dimaag se khelne ka Dil se fir balidaan dena padega Mere depression se nikla agression Har kisi Ko deta tha dissatisfaction Par kisi ne jaane ki koshish nahi ki Ke kya hai bande ke piche situation Maa boli mujhe jhuke jeena padega Gadhe ko apna baap manna padega Dus baate bole humko Sunna padega Ek baar bhi bole to mehenga padega Baatein inki baatein Baatein baatein inki baatein Bahut bahut baar kaafi kaafi bol jaate Khudne to kuch kiya nahi zindagi mein Baakiyon ko bahut saara saara Ye gyaan chod jaate Chalo ab kya lena dil pe baaton ko Apne life pe thoda focus kiya jaaye Kuch to log kahenge Logo ka kaam hai kehna Sochke thoda aage aage bada jaaye (Chorus ) Lakshya agar ho tera nishchit Kya kar payega tujhe koi cheet Dus logo ki dus hai baate Tu dhyan laga aur hoja leen (Verse 2) Har kadam pe mod hai Har kadam pe chor hai Khelne wale yaha pe Tere se bhi tod hai Tu baithke afsos manayega Nikal jayenge ye tere ko Piche me chod ke Tu khud se na aakhe milayega To bata kaise jeet payega Agar himmat nahi jutayega To baithke tu joota sirf khayega Andhera chaya hua hai yaha Nahi lagte nishaane pe ye teer Mehnat ka jwala jalana padega Tabhi to milegi tujhe jeet ki kheer Har action ka yaha pe reaction hai Har kadam ka yaha p consequence hai Relatable nahi koi bhi thing You can't differentiate any problems happening Game hai zindagi ka Dimaag se khelne ka Dusro se nahi be Khud se hi bhidne ka Apne dil ko tu Kaabu me rakhne ka Kabhi sirf sunne ka Kabhi sunane ka Yaha pe zor to har koi lagata hai Par usko consistent rakh nahi pata hai Seedhe raste fir ek mod sa aataa hai Distraction ke raaste leke wo jaata hai Tujhko batate hai apne se chota Khudne kiya jaise kaam bahut motha Baate inki sunke fir kyu hai rota Inka khud nahi chala seeka tha khota Sunna hai baate ab sabki yaha pe karna wahi dimaag aur dil jo chahta Ayenge yaha dus dene ko gyan Par is gyan chupa hua abhimaan Tere kaar baar me Jaat-Jaat Ke kuch shikari hai Jo tere gyaan gyaan abhimaan ka fayda uthare hai Door rehna ab is kashmakash me fas na ja na Allah hai sath tere Kar de basera darr na jana

4 Comments

Leave a comment

4 years ago

thanks brothers keep supporting

4 years ago

Here are my scores: Bars: 9/10 Delivery: 9/10 Impression: 9/10

4 years ago

Here are my scores: Bars: 9/10 Delivery: 10/10 Impression: 10/10

You may also like