Sorry

19 Plays

20 Apr 2020

Haa main hu galat haa main hu galat sab cheeje huei kharab ab samay ko tu palat haa mana main ki galtiya par tuune kya sab shi kardiya? maanti ho na mujhe ek aam insaan Jisne dil se banaya tumhe apni Jaan jo bin soche tuhmare liye qurbaan karde apne praan Haa Main dil se karta hu pyaar aur pyaar se bara se bara na koi cheej mila iss bramhand Ab apne pyaar ka karta hu khula aelaan aur hum donno k baare mein jaanti hai saari awaam Pata nhi samay k saath tu kaise bani ek anjaan se meri aman(most lovable) ab na dikhao itna abhimaan tumhe manana na tha itna asaan ab dil ke darwaje khol aur karne de mujhe apne pyaar ka abhiyaan Ab na rok tok bas karle pyaar ka praadan aadan Ab phirse kar rha hu izehar Babe tujhe dil se karta hu pyaar Ab de de meri saath daalke haatho mein haath milake aankho se aankh aur sunn I love you Meri Jaan Ab tu meri baat maan Mujhe karde ab tu maaf kyuki mera dil hai saaf Aur shuru karde baat Kyuki khush rahenge hum saath x3 Haa mana main hoo Ek Bewakoof jo humesha rahe tere kyalo mein mashroop mana ki galtiya , par maafi bhi milni chahiye mere pyaar k anuroop waise toh dikhati ho tum gusse mein apna raudr-roop Aur upar se tu itni cute Main khud ho jata confuse ki kya tu kar rhi hai natak ya sach mein gyi hai rooth Par ek cheej hai clear hai jisse tum karti ho proof ki tum koi hoor ki pari jo Bhagwan ne di mujhe uphar swaroop ab kaafi ho gyi roop se rhyming ab kaafi late ho rhi hai timing ab kaafi toh aa gyi hai neend par gaana karna hai poora, for my jind (you(life)) tu hi hai meri dil ki shaan ab chorus gaaunga bina diye koi gya I love you Meri Jaan Ab tu meri baat maan Mujhe karde ab tu maaf kyuki mera dil hai saaf Aur shuru karde baat Kyuki khush rahenge hum saath x3

1 Comments

Leave a comment

4 years ago

You may also like