Arshad King

Dill ki Kahani

Arshad King
Dill ki Kahani

89 Plays

04 Apr 2020

Tuny mujy pyar na kia koi nahi Tera naya pyar bhi bana koi nahi Mujy ko paraya kia koi nahi Tor kar.mujh ko awara kia koi nahi Udasi k badal hain mery dill k asman pr Ghamon k tufan na ghira kr rkha hai Dill day kr ab pachta rahan hoon mai arshad Jab pyar ko kisi or ka pyar banty dekh raha hoon mai murshad mery khilaf peet pechy karty hain har waqt batainnn Samny mery mujh ko bhai jan keh kr bulatain Dill mai zhar rakh kr moon say phool ye jartyain Sab kucg mujh ko pata ye phir bhi mujh ko pagal banatain Achi shakal lay kr khud ko ye acha banatain hain Tujy bata doon mai achi shakal pr nahi marta Mujy pata hai mai bandion pr nazary nahi rakhta Zulm dhanay jitny bhi utnay sitam dha lo Ye ksshti dubnay wali nahi is ko azma lo In tufano say reshta purana hai mera Is say bady tufano say mujh ko mil walo Ma naye suraj ki tarah phir say chamko ga Badalon ko chir kr may naye roshni sa lagon ga Khilaf jitny bhi thy sub ko ghulam bana kr dekhaon ga. Ab bhi moqa hai sath mery hojao Warna baad mai tujh say king king khud ko khailwaon ga

1 Comments

Leave a comment

4 years ago

You may also like