sachaai

2 Plays

13 Mar 2020

dard kya dikhaun tumhe kaise me bataaun tumhe jakdda hu janjeero se koi to chuddao mujhe behh rahe hai aanshu kaise ye dhikhau tumhe duniya ki bhidd me bhi rahi koi na baat hai tanhaaiyon ki hee baddi sogaat hai tanhaa hu akela hu par achcha hu iss jindagi me pyaar ke maamle me thodda kachcha hu ishq ki gali me jinpe kiya bharosa unhine todda dill kaisee ye mujhpe aan paddi ye muskil har pal har lamhaa lage mujhse jindagi naraaz q khusiyaan durr hai khaddi gum mere pass q gaddari karne waale log mere pass hai jinko meri parwaah nahi wo q mere khaas hai rishte hai khokhle dost zehrile saanp hai pith piche hai ye bhokte nazron ke saamne na jaane ye q na bolte dusro ko neecha girake khudko ye badaa bolte meri kaamyaabi se jalna choddo qki abhi to choti baat hai ye ant nai hai mera ye to meri shuruaat hai

1 Comments

Leave a comment

4 years ago

You may also like