sher dil
Dinesh JatavTera bhai sher he Na koi bhediya Azzad hu parinda Na lagi mere bediyan Mehnat ki dil se kaam kiya man se chalta hi jaata gin ta na seediyan Kuch log he harami Karte he bas gulaami Unko kya khabar Kya hoti badnami Sath nhi chalte Bas hath hi malte Khud ka thikana nhi dushro pe jalte Jalna chote chod Khud pe yakeen kar Uth dhod bhaag Asman ko jameen kar khud mahal kadha kar tukdo ko been kar Kuch na hoga haseel Dushro se cheen kar
Leave a comment
Tera bhai sher he Na koi bhediya Azzad hu parinda Na lagi mere bediyan Mehnat ki dil se kaam kiya man se chalta hi jaata gin ta na seediyan Kuch log he harami Karte he bas gulaami Unko kya khabar Kya hoti badnami Sath nhi chalte Bas hath hi malte Khud ka thikana nhi dushro pe jalte Jalna chote chod Khud pe yakeen kar Uth dhod bhaag Asman ko jameen kar khud mahal kadha kar tukdo ko been kar Kuch na hoga haseel Dushro se cheen kar
You may also like