K_Amaan

|Hoga kya|Amaan khan|

K_Amaan
|Hoga kya|Amaan khan|

588 Plays

02 Mar 2020

Aankho me hai aansu aur chehre pe pasina hai. Challin karke rakh diya jo tune wo mera seena hai. ab nhi jeena han Ab nhi jeena hai Karna kya hai aise jeekar taane sunke,aansu peekar kaun karta teri fikar chal chod mat kr yha in cheezo ka zeekar zikar karke hoga kya teri fikar me koi roga kya sapne pure karna hai to soga kya jo mehnat se kamaya wo khoya kya jo aachai ke liye kiya wo hota dhoka kya karm ka phal tune bhoga kya sahi galat yahan hota kya Tujhe pta hai dukh hota kya Hanse Hanste tu kabhi roya kya chain ki neend kabhi soya kya Kuch bda paane ke liye kbhi kuch aacha boya kya jab krna hi nhi chahta kuch tu to khuda aur kismat se hoga kya tu dusro ke tukdo pe bda hoga kya (NHI hoga na khud krega na kuch) To phir- phir kyon teri Aankhon me aansu hain aur chehre pe pasina usne jo challin kiya tha wo to tha tera seena phir bhi jeena hai,kuch karna hai to aansuo ko peena hai. hmmmmmmmmmmmmmm Aankho ke aansu me pee chuka ponch liya pasina challin kiya tha jo tune wo kisi aur ka tha seena Samjhi haseena Rap sunke aaya kya pasina Laga lo sare Neat because_______Amaan bhai on the beat

7 Comments

Leave a comment

5 years ago

@rapper_baba for sure,thanks

CONFIDENCE LEVEL 🔥 KEEP IT UP... SEEKH JAOGE👍

5 years ago

@Pendi69 yes bro I will keep it in mind,thanks

You may also like