Usman Aslam

HAKEKAT 2k20

Usman Aslam
HAKEKAT 2k20

52 Plays

18 Feb 2020

ye ganna nahi aj kal ki sachai hay sach sun chotay sach suna barai hay Thora wakat day aur khud badal dal kay kaisay kis nay ye duniya banai hay kartay ishk hain or naam apna majnu. par sun chotay har kahani kaa anjam judai hay Rahay mushkil phase mana guzri umr sari Larkay bethay nashay karein betti raat sari Kho chukay hosh badla doston ko Sharafat chori tarbiat ko laat mari Thi zindagi paar kuch nahi bass maain Jaisay fortuner pindi kay rush main Main dekho athveen ka launda achay ghar ka Dhonday zindagi cigretooo kay kaash maain Sach main hak say bolo baat khari aj say Baap ki na fikar bolay jhot ab maa say Bachiyoun say yari hay or daro say bhi dosti Rab ko hay bhola launda kab sab jab say Aur aja bat karein thori tairay doston ki Paharon say ounchay unkay houslon ki Nigahain tez seena chora ball bhikray hain Muhafiz hain teray jan bhi wartay hain Jaisay cheel karay hifazat apnay ghouslon ki Par sun chotay batein hain sab in baton main koi bat nahi Jo karay dor tjhay teray apno say sun aesay rishto ki hoti koi aukat nahi Maaa say seekh muhabat hain kehtay kisay Baap ko dekh or jan kay wafaon ki kabhi ki wafaaat nahi Sachay pyar kay dushman hazar hongay Par chotay sachay pyar koi hoti kabhi maat Nahi mian likhon rap rahun khsuh phron sarkon pay tabhi sun chotay yahan dill hainnn par dillon main jazbat nahi hann hon main janta kay tunaay kiya time pass par sun jana mujh say milnay ki bhi ab teri aukar nahi mujh say behtar ho ameer ho baray ho par ye socho kya tum dosti main kaharay ho batein zindagi or maut say khelnay ki chotay kabhi yaron kay liye apno say laray ho🤔😢👍 waday chand aur taroon ko Tornay kay par chotay kabhi bina bottle trail 3 pay charay ho🤔😋😋

2 Comments

Leave a comment

@usmanaslam.1 🅲🅷🅴🅲🅺 🅼🆈 🆃🆁🅰🅲🅺🆂 👊💥💥💥💥💥

5 years ago

You may also like