ZRegnor

20 Plays

26 Jan 2020

Aaj me lekar aya hu dastan meri Dil ki aastha meri Man ki gatha meri gareebi me jii raha hu Family ke sath me Khush hai har din harpal Sapne dekhe raat me Sab haste bat bat me kon tumhaare sath me Kon hamare sath ni hai family ke sath nai hai Uski koi aukat nai hai Mai leta rehta aankh moond kar neend nahi ati hai Sochta rehta hun ke zindgi kya chahti hai Aankh band karte hi dikhne lage sab hara bhara Maine Khud see puchha tunezindigi me kya kara zindgi me kiya karoo zindigi me mai CRICKETER ban jau Paisa Zindgi me mai actor hi ban jau Paisa Zindgi me mai koi company chalau Paisa Zindgi me sarkari naukri mai pau Paisa Fir aakhir me socha mai jaldi hi so jau Taki kal kam pe jau Paisa ---- Sahi bola hai neazy haar se hum nahi dare Har se ham nahi dare to jeet se bhi nahi pare Zindigi ki dor me kiya kroon kiya na kroon Ye karu ke wo karu ke ye sunu ke wo sunu Kehte hai ki Padhle beta aage kaam ayga clg ne fees badha di ghanta koi padh payga Gareebi me karja ho raha kharche ne pakdi raftar Koi na de sath tumhara sabse hai apni takrar Koi padhega aise me Ya chay piye ga aise me CRICKET khele aise m Ya kam krega aise me Matlabi nahi hai log sabke apne funde hai Fando ke sath me unki family hai dhandhe hai Galti hai unki bas ek aankh moond kar chale badhe Aankh moond kar chale badhe to log na dikhe bade bade Jan lo ye tum apni jagah banani padti hai Jagah banani padti hai or wajah banani padti hai Koi farishta nahi ayga Na koi hoga sath me Na hoga koi karishma Koi na rakhe baat me Koi na pakde haath tumhara Na koi pakde sath tumhara Na koi bole baat dobara Apna to bas yahi hai nara jagah bana lo apni yara Moka na mile dobara Na koi rakhe sath me

1 Comments

Leave a comment

5 years ago

You may also like