Shahmir Shahzad
Shahmir Shahzad

Dior_17-10

Dior_17-10

15 Plays

21 Jan 2020

Zubaan gandi par dil saaf rakhey hain shuru se Waqt ki tangi, sakht halaat bs mere guru they Main hans k sab kuch sehta raha qalam se dard yeh behta raha Main pairon pe khara ab tak tere bharosey Chun raha zameen se girey hoye apny tukray 22 saal ki umar main jese buzurg main Main jese ban chuka hun qaidi Baalon main agai safaidi Teri umar se ziada tabhi mere tajurbay Sharaab se ziada nasha bhara para ragon main Zindagi kese bayan kardun main chand lafzon main Main ne chalna seekha, ungli pakar k mout ki Bachpan se hi meri thi tanhai se sirf dosti Tab se le k aaj tak larta raha zamaney se Rozana mar mar k ab nahi darta main marjaney se Azaad hona chahta hun gunahon k pemaney se Ae khuda main thak gaya mujh ko wapis ghar aney de Main ranjishon or bandishon ki zanjiron main phans chuka Hathon ki lakeeron ki taqdeeron se tang aa chuka Kitabon ki tehreeron main apny zakham chupa raha Main kia karun yeh sab mere hissey main pehley se likha Tootey sab sapney mere kaanch se Roothay sab apny mere naam se Mounh pe main kehta sab kuch saamney Haan maantey qusoor waar hum khud ko apny haal k Kar dun dafan main apney khuwab kese Log kahen Mosiqi haraam or jhoot rah-e- haq hai Par main kabhi na rukoon ga Yeh baatain jo hain Kar deti khokla andar se Par hai bharosa khud pe Idhar, gadhay ghoray main koi farq nahi ( farq nahi) Nokri na karey jo woh mard nahi (mard nahi) Bekhayali haath hai khaali Andheri subah hai ya hai yeh raat saali Khud hi khud ko kosun ya dun khud ko gaali Par ab wohi khaali haath le k, raat le k Betha hun band kamrey main bs jeeney ki ek aas le k Toota hoa dil or marey hoye jazbaat le k Lar raha main ab tak bs kuch aakhri sansain hain Khari meri mout bs kuch thorey se faasley pe Le k pichla bojh kese chalun aagey raastey pe Machta tou hai shor lekin koi sunta nahi awaaz jese Lagey mujhey roz k yeh din mere aakhri se Rappers tw tab bhi they pr tab bhi nahi they mere jese Jese tese kar k laga raha, chora nahi Time lagaya hai bhai, aese hi hota chaura nahi Mora nahi mene mounh kabhi is game se Kabhi nahi Gina kia kuch cheena mujh se is game ne Mere liye rahey ga hamesha game hi Urdu rap or main saath, till eternity. Tootey sab sapney mere kaanch se Roothay sab apny mere naam se Mounh pe main kehta sab kuch saamney Haan maantey qusoor waar hum khud ko apny haal k.

1 Comments

Leave a comment

4 years ago

You may also like