my life

9 Plays

24 Dec 2019

dekho tum aa gya main haan dekho tum aa gya main skp ki galliyon se nikla kal ka yeh ladka haan hiphop krne haan padai main thoda kamjor jo bhi yeh krta krta yeh khud ke dam pe.... bhidna mat isse yeh wo hai bimari jo chad jati hai sidha sar pe.... ab ghar se leke nikla yeh kafan aaya raste main usko krdenga dafan yeh dekho tum tum aa gya main haan aa gya main... bola sa tha main prani... main toh kru manmani. . zindagi yeh deewani... haan batau meri kahani... anjaan tha jab main ban ke aai aanjani .. mujhe hua tab pyar pr kisi ne baat na maani... aankhe thi uski nashili main toh hua pani pani na raato ko soya sochu use bari bari... ab na hota intezaar... main toh khelunga pari... wo jeevan ki gadi... or ban na uski sawari... dekho tum aa gya main haan dekho tum aa gya main ab toh beete 8 saal mera hua bura hal kab milengi wo mujhko hai mera yeh sawaal .. us se door hu ajj bhi aati wo yaad nhi boli kabhi usse dil ki baat.... huye jab raste alag tab tha roya sari raat.... kaise bhul jau thi wo mera pehla pyaar... haan pr mujhe ajj bhi hai aas ek din wo hogi mere pass tab jor se chilake main bolunga ki dekho ho tum haan aa gya main haan dekho tum aa gya main .... sab se alag thi wo.. sab se gajab thi wo thi usme baat nirali haan meri pasand thi wo...

1 Comments

Leave a comment

5 years ago

You may also like