Pradha

naam

Pradha
naam

6 Plays

16 Nov 2019

meri maa ne paala hai mere papa ne sanwara mujhe rishtedaron ki kya baat kru main hai mere maa papa ka hi sahara mujhe maa papa aapka karz kaise aada kru main agr aap na hote to kaise ubhar ta apne daar se main jin doston ki baat karta tha subho sham main hamesha unke kaam aaya bina kiye aaram main jab mujhko zaroorat aan padi to chhod gaye mujhko keh kar mujhko kaam hai shukriya kaise kru main jo tumne diya mujhe pradhaa naam hai dosto bhale hi tum chhod gaye main kabhi na bhula paaunga maaf karna mujhe tumhara shukriya na kar paunga ek ladki se milla freshers party mein main phir mujhe usse pyaar hua pehli hi mulakaat main semester bunk kerke gaye the sukhna lake hum dono saath main chhoda tha jab tune mujhe tujhe laga tune dil mera toda tha sach khu main tujhko meri aa aankh ne ek bhi aasoon na chhoda tha teri yaad main pyaar itna karta thaa main tujhe ki vaapas vahi gaya jahan se hui pyaar ki shuruaat thi tujhe yaad hai kya vo din jab teri yaad main nas maine apni katti thi sun tu meri jaan thi is liye kucch nhi kaha tujhe kya bigaad jata tera mujhe batane main ke tu sirf mujhe tadpayegi

1 Comments

Leave a comment

5 years ago

You may also like