Rohan Singh
Rohan Singh

never lose

never lose

24 Plays

11 Oct 2019

Mehnat kr agge baad tujhe rukna ni hai Koshish krne valo ki Zindagi main har ni hai Beth k khilane wala Tera koi baap ni hai Zingadi to sasti Hai lak note main hi mot hai Janwar do pairo pe issaniyat sub frod hai Registan main fhsa huwa pani ki talash main Apa apna kho dunga to ban jaunga lash main Zindagi k do raste chunna Tera kam hai Taklif thoda sehena hai fir baad main aram hai Sapne k bare main soch raste ko maat dhek Mazil Teri Karib main bus peche tu Mt dhek Bheed se nikal ke chamakdar ek sitara Baan Coile ki khaan ne nikla huwa ek heera baan Lakho main ek Baan Khabro main break baan Ghne andere ko cheerne Vala deep Baan Chl dheet baan

1 Comments

Leave a comment

5 years ago

You may also like