SAIFII KHAN

SAIFIIKHAN

SAIFII KHAN
SAIFIIKHAN

16 Plays

20 Sep 2019

Dikhe na kahi Tu yhi aarzoo hai, Tujhe dekh k Aaj bhi roti meri rooh hai... Main ni chahta itni jaldi meri rooh mujhme S3 nikle, Abhi karzaa hai bohot mujh par,, sabka chukaana abhi baaki hai.. ,, Ek Ek ko dunga sabko hisaab main,, jisne jo diya hai mujhko,, Sab ka chehra mujhko yaad hai,, Yeh fariyaad hai apne khuda S3.. Kyi toh bhul kar Beth gye honge,, unko bhi Dena abhi woh dard baaki hai. .. Lelo woh sab abhi jo tumhe MIL rhi khushi hai,, Fir na milega,, Kyuki uper waale NE mujhse kiya hai waada,, woh mujhko bhi Ek moka dega... Sharif na main,, na ban ne ka shouk ab,, Is kalyug main sidhe jeene walo ka hota h bura sab... 🙌🕶 Saans na tutte jab tak,, jisne jo diya hai louta na du main uss waqt tak...

1 Comments

Leave a comment

5 years ago

You may also like