6005487996

ALFAAAZZZ...

6005487996
ALFAAAZZZ...

6 Plays

11 Aug 2019

Ha bande hojate ha daare is rap k bavaal se Nahi nikla...koi aaj tak... in alfaazo k jaal se,kamaal ye...hatho ka jo likhe ye sawaal ha ,jo banjatee ha baad me fr... bando me misaal ha Rap... ki nikli ha jo pahli ye kiran.. Sher yaha ek.. baki sare ha hiran.. Paisa rakhte bohot..frbe rakha kala dan Man me ha khot,fr kisi kam ka daram Garam dimag mera, ha hu ma besharam Roz ki kahani hote dange or fasaad jiske paas ni ha paisa uski zindagi barbad jo bande ha ameer vo chakhre iska swaad ,jaat paat k nam pe fr faila atank vaad Hota atyaachar ,atyachaar k shikaar gariib berozgaar ,bande hore ha lachar mujrim hore ha frar,nai ab milra ha krar kyunki krna ha tayaar isawaam k jawaan ko ,makaan ko haiwaan k hatana ha gatana ha kamzoori ko majboori ko zaeroori ha krni ye shurwat kyunki duniya sari ha hori ha har jagah pe chori ha Kaise ha ye log or paison ka ye rog Iska nai ha hisab Bina panno ki kitab Jita likhke ye khitaab Baitaab ma likhne me Dikhne me jitna hard utne mahnge mere words bikne me Sawaar ye bukhaar ye bekaar me rap banane ka logo ko sunaneka Nikla ha jo teer is kaman se Bangye vo log apne jo sab anjaan the Jante ha mujko alish boy k nam se Hairan se rahte hatters meri vajah se Rap sunke mera hilte apne jagah se

1 Comments

Leave a comment

5 years ago

You may also like