Prasad Koli
Prasad Koli

Damn _23-19

Damn _23-19

20 Plays

27 May 2019

Meri ye likhai Soyi aatma b jagai Mujhe kisine nahi sikhayi Jab dikhi sacchai Maine khudhi khudh ko duniya dikhai, Jo dikha wo likha maine sachai ko hi sikha maine Padhai mai na tha mera dhyan, Bapu se liya asal gyan Socha thoda rok lu khudh b garibi mai jhok lu Taklif samju zindagi kya hoti hai dekhlu, Garibi na dekhi kabhi bhuka mai na soya Fir b hu roya kyu ki dusro ka gam mujhe samaj aaya Mera dard bhara kissa nikal raha kalam ki neebse Mai bachpan mai ghuma aaram dayak jeep se Kiya shisha niche tab dekha garibo ko daudte piche Amiri har kisiko pasand hai par madad gaar ek koi banjaye Toh shayad wo har tarah se amir hai. Bhai mera garib hai behen meri garib hai Insaaniyat se insaan bana kyu chode akele Insano ko tanha Madad kar hath bada ruk k thoda usse dard puchle Garib b insaan hai kyu unko tu kucjhle... Insaan ban janwar nahi mar jayga bachega sirf tera ruh hi Hath bada ruk thoda Insaan hai tu insaaniyat bada... tabhi banega bada

Be the first who leave a comment.

Leave a comment

You may also like