rajavicky

tu zard sitara

rajavicky
tu zard sitara

3 Plays

16 Apr 2019

Tere sang yaara Khush rang bahara Tu raat deewani Main zard sitara O karam khudaya hai Tujhe mujhse milaya hai Tujhpe marke hi toh Mujhe jeena aaya hai O tere sang yaara Khushrang bahara Tu raat deewani Main zard sitaara O tere sang yaara Khushrang bahara Main tera ho jaaun Jo tu karde ishaara Kahin kisi bhi gali mein jaaun main Teri khushboo se takraun main Har raat jo aata hai mujhe Woh khwaab tu.. Tera mera milna dastoor hai Tere hone se mujhme noor hai Main hoon soona sa ik aasmaan Mehtaab tu.. O karam khudaya hai Tujhe maine jo paaya hai Tujhpe marke hi toh Mujhe jeena aaya hai O tere sang yaara Khushrang bahara Tu raat deewani Main zard sitara O tere sang yara Khush rang bahara Tere bin ab toh Na jeena gawara Maine chhode hain baki saare rastein Bas aaya hun tere paas re Meri aankhon mein tera naam hai Pehchaan le.. Sab kuch mere liye tere baad hai Sau baaton ki ik baat hai Main na jaunga kabhi tujhe chhod ke Yeh jaane le.. O karam khudaya hai Tera pyaar jo paaya hai Tujhpe marke hi toh Mujhe jeena aaya hai O tere sang yaara Khush rang bahara Tu raat deewani Main zard sitara O tere sang yaara Khushrang bahara Main behta musafir Tu tehra kinara

1 Comments

Leave a comment

5 years ago

You may also like