time kharab
utkarsh srivastavamat karo baat jyada warna sab kuch ho jayega bekaar y sab bas kehne ko hai pyaar peeth peeche karte ghopte talwar Aisa hai jamana ki kisi par Bharosa nahi Kiya jaa sakta , logo ke ekmat nahi hote apnoke hi saath , jo ye kehta hai main bohot khush hu wo 24 ghante lagataar rehta hai mobile par rehta aur karta time paas y hain mere vichar unke samaksh jo karte apna time kharab har Baar har raat har saal y Aisa hi karte hain lekin wo apne aap ko bohot cool samajhte hain aise hi log meri Nazar me jhandu hote hain
Leave a comment
mat karo baat jyada warna sab kuch ho jayega bekaar y sab bas kehne ko hai pyaar peeth peeche karte ghopte talwar Aisa hai jamana ki kisi par Bharosa nahi Kiya jaa sakta , logo ke ekmat nahi hote apnoke hi saath , jo ye kehta hai main bohot khush hu wo 24 ghante lagataar rehta hai mobile par rehta aur karta time paas y hain mere vichar unke samaksh jo karte apna time kharab har Baar har raat har saal y Aisa hi karte hain lekin wo apne aap ko bohot cool samajhte hain aise hi log meri Nazar me jhandu hote hain
You may also like