Arshad Aga

Mixdo_13-27

Arshad Aga
Mixdo_13-27

8 Plays

08 Feb 2019

Yeh Sab Tu band kar Jo ab karta hai tan Kar Tu kya hai dhyaan Kar (ho jayegi hadd se jyaada ) Ho Gaya ab chal bas Kar (toh reh jayega banke tu kankar Sunata hoon mere dost ki kahani main Hai yeh ajeeb si par yahi sachaai hai Woh Banda tha hatke, Sab KO Woh har jagah har Kahi tha khatke Samjhta khudko tope hai uska koi Nahi scope hai Yaha waha bhatke Banda tha Woh daring baaz Na usko tha darr naah Kisi ki aas Karta har cheez Jo na Karni chahiye Isliye kehlata Woh jugaadu baaz Bande main dum tha na Kisi se Kam tha Mera humdum tha maarta bohot dum tha Usko hamesha rokta main na Kar barbaadi Baaki hai umar aadhi se jyaadi Na Kar na Kar na Kar beta barbaadi Nashe main Woh ho Gaya itna magan Bhool Gaya Woh karta tha Jo saari Lagan I mean mehnat na hoon main usse sehmat Mujhse kuch Tu keh mat Yaa rabb karde kuch toh rehmat Yeh Sab Tu band kar Jo ab karta hai tan Kar Tu kya hai dhyaan Kar (ho jayegi hadd se jyaada ) Ho Gaya ab chal bas Kar (toh reh jayega banke tu kankar) Lagi mujhe Zindagi uski ho gayi kharab Uski wajah thi hookah cigarette aur sharaab Mujhe laga Nahi tha utt ke khada ho paayega janaab But hua Woh jiska mujhe tak na tha khwaab Haa khwaab wohi jisne uski badli thi Zindagi Usne chodke Uski buri aadaton KO phir Dekha Kabhi Nahi

1 Comments

Leave a comment

6 years ago

You may also like