Oh Bhai

7 Plays

01 Feb 2019

Oh Bhai Yeh dekh main shuru kiya naya cheez banaya naya scene Jo kehte mujhe failure unhe kiya maine clean Clean karke apna kan tu sun le zara main shuru kiya rap aake sunle zara ab aanken khol le zara kyoki ab tu diye ko aag bante dekhega bille ko baag bante dekhega Mujhe kosne waalon ko raakh bante dekhega Mana mein Koi rapper nahi meri awaaz boht dapper nahi ye camper hi ek din tanki banega talent mein sabse bada sanki banega success bhi ab mere man ki karega chilgoza ye banke ab panchhi udega mere haters ke kaan mein ab than sa bajega Kyo kyoki mujhe aage badhne ka ek aur darwaza mil gaya mere kashti ko ek aur kinara mil gaya aur meri jeet ka ek aur janaza mil gaya

1 Comments

Leave a comment

5 years ago

You may also like