Amit Sharma

chaha beshumaar

Amit Sharma
chaha beshumaar

12 Plays

04 Jan 2019

yu toh haseen hai bhut par dil ye uspe aaya hai khayalon main mere basta hai vahi har lamhe main samaya hai 1 uske khayalon main neend na aye chahu use or koi nazar na aaye 2 kya yahi sacha pyaar hai koi toh btae dil ke jazbaat kyu sambal na paye 3 chahta hu use main use hi bas chahta hu uske bina toh ik pal na reh pata hu 4 subha shaam dhondhon bas usko main basa vahi mere har lamhe main 5 hosh toh hai par lagta na hosh main hu teri madhoshi main bana madhosh hu 6 baahar se hu khamosh magar par dil na mera kare sabar 7 besabar ab tere intzaar main hu tere pyaar ne kesa kiya ye mujse asar 8 Saara zamana ab mujko bole diwana tera bas tera ab mere kahavon main ana jana 9 oh Janejan tere bina na reh paunga main khawahish ab muje teri Tuje apna banaunga main 10 Hua na phle kabi Hua ye phli baar hai aah Muje apna bnale chaha tuje beshumaar hai

1 Comments

Leave a comment

6 years ago

You may also like