Shudhanshu Tyagi

Hasi nhi akho me nami h

Shudhanshu Tyagi
Hasi nhi akho me nami h

3 Plays

24 days ago

Hasi nhi akho me nami h Jindagi h puri bas teri hi kami h Jinda hu bhar se par bheetar se Marchuka hu me bas sansein na thami h Kyu me karu teri batein Kyu me karu fariyade Pyar kiya tujhe aur tu ho gyi h dur Nhi pta mujhe kyu tu hui itni majboor Kheti thi tujhse pyar nhi h toh bta kese yad aaj bhi h tu Mujhe nasha krke ab hosh nhi rheta Sona hu chahta par tera aghosh nhi rheta Mujhe baho me sulale jagne mt dena Ye dil deta dard toh doshi kyu dimag ko kheta Me sir pkde betha ab kalam leke hath me Likhke bhuladunga ye sochu har raat me Par likhai bhi ye sali kis kam ki h mere Jb bhi likhu gane tera jikar hi likhu apni har baat me Me tere liye jeeta tha par ab tu hi nhi h Na khe skta tujhko galat aur na halat shi h Kese ladte the hm dono ab ye yad nhi h Mujhe bas tu chaiye ye jid h meri koi fariyad nhi h Khamoshi jhen me aur anshu meri akho me h Tujhe rkha h dil me sajake aur dard chalke ab meri bato me h Yha sab bole jhuth mujhse ki mar chuki tu Tu hi bata na din me ake kbhi ki tu kyu dikhti mujhko in raato me h Me rotein hue bhigoyu ab panno ko in anshuo se Pics me dekhu ab hm dono ki purani jo lamhe khas hue they Ab dur ho chuke h ashiyane jinke kinare kbhi aspas hue they Mujhko rota hua chodke kya has parhi h tu Khudko dur krke bhi kyu na jarhi h tu Me har subhe sochu ki bhul gya hu tujhko Par har ke sath hi kyu vapis aarhi h tu Ab bata kitna likhu me tere bare in raato me jagke Smjh ni ata kha jau teri yado se dur bhagke Me panno ko tapadu tere dard ki aag me Aur gano me dikhadu cheete bane h jo khak ke Tu marke bhi hmesha mere pass hi rhegi Me janta hu tu hmesha aspas hi rhegi Me kitni bhi pariyo se karlu ya pe hn baat Par tu toh hmesha mere liye ho khas ho rhegi Me hosh me hoke bhi ajkal nashe me hi rheta hu Me raj dafan seene me jo unko gano me hi toh kheta hu Log khete tu kese likhta itna shi Tum shanti se bethe aur me khamoshi me hi rheta hu Ab log puche ap itna dard kese she paye h Khuda puche jameen pe ake tujhe mujhse kya chaiye Me khedu meri jindagi me lado ek bar fir usko Bali sab toh meri jindagi me shi h Me seene se lgana usko ek aur bar chahta hu Marne ke bad bhi kasme kyu me uski hi khata hu Khuda bhi dekh hota pareshan Kheta tera samay ni aya vrna maut teri me bhi toh chahta hu Me jinda rheke bhi kyu marrha hu yaha pe Ab nasha krte hue mere hath kyu h kape Socha tune tere jane ke bad sab shi hoga Chita besak teri hi jli par jindagi meri bhi hui rakh h Us rakh ko me apne mathe pe samete rkhunga Tere gumo ka kambal apne jism pe lapetu rkhunga Me kitna bhi bolu ab kya hi farak padta h Me maut ka sira bhi apni khudke hi kalam se likhunga

1 Comments

Leave a comment

You may also like