GOD 🪬
Shivam ChaudharysaiYn #desi-hip-hop Meri manzelien hain duur par hum bahut chalein hain mera dil khaali lekin sath mein bottlein hain tuney dard dekha hi kahan aur hum ghum likhtey-likhey dekh roo padein hain aur mera dil tuta jaise gareebo ky jhopadein hain mein kyaa dukh sunau tumey sath mere aise bahut khadey hain baap mera seedha lekin iss duniya sy v bahut ladein hain vo ghar aa bethey thaakey kyunki ghar ky badey hain aur tu sirf ghar bethke kehta yeh aadmi mujhse kyun sadey haii meri galtiyon ki maafi mein v maangu kisse kyunki galat karam v Maine bahut karein hain hum bahut darein hain khuda mera gawah hum ghar sy ladein hain aasan si maut thi zindagi ny dekha hum kitne ladein hain nah chahat sy jaada maanga nah chahat rahi kalam mera khaali bas likhne ki aafat rahi gherayion sy banata gaaney dubh kar kabhi nikal hi nahi paaya iss loop magar kabhi shikayat hi nahi ki gaano ny zinda rakha isliye kabhi koi farmaish hi nahi ki par miley mujhe dhoke bahut samjhata rehtey khudko mein rookey bahut nahi zindagi rahi teri jaisi aur nah hi rahi chahat tujhe ab paaney ki mein apne ghum meim hi khush mere pas kahaniyan hain logon ko sunane ki kagazo py likhta hi nahi geet kyunki shuru sy aadat rahi kagazo ko jaalne ki ... 🪦
Leave a comment
saiYn #desi-hip-hop Meri manzelien hain duur par hum bahut chalein hain mera dil khaali lekin sath mein bottlein hain tuney dard dekha hi kahan aur hum ghum likhtey-likhey dekh roo padein hain aur mera dil tuta jaise gareebo ky jhopadein hain mein kyaa dukh sunau tumey sath mere aise bahut khadey hain baap mera seedha lekin iss duniya sy v bahut ladein hain vo ghar aa bethey thaakey kyunki ghar ky badey hain aur tu sirf ghar bethke kehta yeh aadmi mujhse kyun sadey haii meri galtiyon ki maafi mein v maangu kisse kyunki galat karam v Maine bahut karein hain hum bahut darein hain khuda mera gawah hum ghar sy ladein hain aasan si maut thi zindagi ny dekha hum kitne ladein hain nah chahat sy jaada maanga nah chahat rahi kalam mera khaali bas likhne ki aafat rahi gherayion sy banata gaaney dubh kar kabhi nikal hi nahi paaya iss loop magar kabhi shikayat hi nahi ki gaano ny zinda rakha isliye kabhi koi farmaish hi nahi ki par miley mujhe dhoke bahut samjhata rehtey khudko mein rookey bahut nahi zindagi rahi teri jaisi aur nah hi rahi chahat tujhe ab paaney ki mein apne ghum meim hi khush mere pas kahaniyan hain logon ko sunane ki kagazo py likhta hi nahi geet kyunki shuru sy aadat rahi kagazo ko jaalne ki ... 🪦
You may also like