HRS10

Door

HRS10
Door

7 Plays

4 months ago

Door Dooriyan Dooriyan bahut thi toh photo ko tere seene se lagake mai sota tha Aakhein bhi nam thi meri photo tere aasu se bheegota tha Wo yaadein jo sunsaan bana le gayi mere mahule ko Mai bhi toh kalakaar yaado ko teri apne labzo se pirota tha Ab kya pachtana jab logo chir ke chale jate hai door Jo kamra tere ishq se chanchal tha aj wo kyu hogya mehfooz Andhera hai asman andhera sabkuch aaye pyaar ki dhoop Akela mai akela saajna Or gayab mehboob Door Dooriyan Tu hi rab meri tu hi mera khuda hai Jiske bhi sath hai tu bus itni ki khush rhe yeh meri dua hai Na heer na ranjha sath the Hamesha ishq ke sath aisa hi hua Hum ladke baazi harte kyuki Yeh ishq jua hai Jo dil tootne pe naa roya wo sala ab kisse darega Koi nhi sath hoga akele kamre mein akela marega Jo nazm likhe tere upar ab uski kitab bhi bana di hai Ab toh door hoon sabse mai toh meri kitabo kon padega Mai toh kosta khudko Or kosta apna naseeb Mujhe tih pyaar ki bheek nhi mili Toh mai paise ke sath bhi gareeb Meri bhi halat khrab thi mai bhi tha janeman thira majbur Meri jane par itna bus krdena ki Akhri baar mujhe dekhne aana zarur Toota guroor Mai roya zarur Kyu door Kyu dooriyan

1 Comments

Leave a comment

You may also like