HRS10

Choot gya sab kuch

HRS10
Choot gya sab kuch

1 Plays

4 months ago

Choot gya sab kuch Choot gye apne Jo khwaab dekhe the class Toot gye sapne Keechar bahut par kamal yeh khile na Jhoote vaade kiye par jhoot hrs likhe na Sab kuch khone ka reason mai khud meri galti nhi nakab bahut chehra inka dikhe na Meri galti nhi chenra inka dikhe naa Haan dikhe naa 15 hai umar meri Par bachpan se jalan dekhi Dard ka maraham zakham dekhi Depression se niklane ke liye maine kalam dekhi Zindagi dard bhari na rehem deti Sehen sheel tumhe na baane degi Zimmedarya kandho par wazan deti Maine khushi ki khudse kafan dekhi Faltu ka fekna shauk ni Andhera bahut dikhe na raushni Maa ke aaakho mein aasu se accha mujhe Naseeb hojaye maut bhai Logo ke hisab se badna kyu Logo ke liye kuch banna kyu Jab itna pressure pare Toh bande dikhe fasuika fanda kyu Hum ladke hai hame assu girana aati hi nhi Jis din wo gully mein dikhi thi us gully kabhi mai jata hi nhi Wo raato sapne jab apne khus baithe sath mehfil mein Aisi hi zindagi ki maang par khuda aisi zindagi dikhata hi nhi Chor diya jeena Chor diya pyaar Wo akho mein aasu leke bathe Wo hai parivaar Choot gya sab kuch Choot gye apne Jo khwaab dekhe the class Toot gye sapne Papa ne bola mujhe heti kuch bada kaam krke hi jana Bhai pe haarh nhi utha na bhai ko kbhi neecha na dikhana Maa ko sone se bharde maa ke aasu kone mein rakhde Baap toh waisi hi khush bus baap ko khushi jatana nhi aata Choot gya sab kuch Choot gye apne Jo khwaab dekhe the class Toot gye sapne

1 Comments

Leave a comment

You may also like