HRS10

Aye teri khushbo aati jab guzre samne se

4 Plays

8 months ago

Aye teri khushbo aati jab guzre samne se Chasmeesh kehta tereko yeh aate mere khyalo mein Aye or bus tere naam ke nazm likhu Haye bole dil jab tujhe muskurate dekhu kalam meri likhe tere liye nazm zyada topic bus tu or na dekhe yeh kam zyada mai likhta hoon tere liye taki jab tu gane sune toh mai dekh pau tera sharmana Tera sharmana meri chahat Muskurana tera meri dil ki rahat Khuda ke sath teri krta ibadatein Taki hasi chere pe teri bane rhe Bane rhe Bane rhe Kaisi bhi parshani tu bus haste Or jab mai aau tere paas toh tu mujhe apna meri fikr chor meri maa dua deti mujhe bheed mein teri awaz sunai deti tera muskarana meri zakhmo ko dawai degi krti na izhaar par meri harkatein gawai deti o jane ja mai labz se pyaar baatta tasveer dekh teri chand se baat karta tu ban gyi nazm ki nayak kalam meri laapta ek tarfa pyaar ke faasle mai dil se naapta Pyaar ke koshis mein hum haar ke bhi jeete H Chera dikhe tera jab mai dekhta hoon sheeshe mein Teri tasveer dekh chand se baatein krta mai Ki tere mukhre ke aage sare sitare feeke hai Bus ek tu hi Tu Or tu hi mere mann mein Tujhe dekhna chahu mai apne har janam mein Toh mai dekhu tera sharmana Tera sharmana meri chahat Muskurana tera meri dil ki rahat Khuda ke sath teri krta ibadatein Taki hasi chere pe teri bane rhe Bane rhe Bane rhe Kaisi bhi parshani tu bus haste Or jab mai aau tere paas toh tu mujhe apna

1 Comments

Leave a comment

You may also like