HRS10

zara zara mai behekta hoon abhi bhi

HRS10
zara zara mai behekta hoon abhi bhi

4 Plays

8 months ago

zara zara mai behekta hoon abhi bhi nashe mein rota naam leta mai jabhi bhi teri awaz saante si lagti hai par aahat teri pehchan leta mai kbhi bhi akhein ho num tera chera jab dekhu mai pyaar ka zakahm kaise hi sehta mai jaane se pehle aakhri batein bus kehdu mai ki dhundna mat mai ghum teri yaado mein hook ye ishq ki baarish mein bheengunga kaisí pyaar pe boli nhi lagte nhi paise kareeb hone se teri shanti milti mujhe ab dooriyan bahut mainjeeunga kaise Mujhe pata tere bin kaisi meri raat gyi Mera sach chor jhoothi baatein bhi maan gyi O jane jaa tu hai kismat ke cheese Par jis kismat me tu wo kismat mere sath nhi ek tarfa pyaar mein dooriyan hai laazmi khuda tere sath meri khuda se hai naraazgi Mera pyaar kora paane pe nishawar Is shayar ka pyaar bhi hai kaagzi tu paise pe marti thi mujhe pasand thi sadagi toote jo khwaab the kiye izhaar the hatho ko hatho mein daal ke mujhe bhi yaad kiye the vaade ki chorenge nhi hath yeh kaatein kaisi raatein pehle hath mei. hota tera hath or aj jab tunnhi hai paas toh bus ghum ki raat or hath mein sharabain kyuki

1 Comments

Leave a comment

You may also like